CMOS

CMOS,complementary metal oxide semiconductor ka short name hai.ye ek khas kisam ka semiconductor hai jo conventional materials se kam power leta hai.

aapke PC mein CMOS memory hoti hai jo  computer ke basic information ko store karti hai.jaise time,date,number of drives ,digar machine parameter etc. yeh aam taur par ek battery ke zariye
chalti hai jo ke aapke PC mein hoti hai.
agar aapka system start hone per time adjust karne ko kehta hai ya ghalat time dikhata hai to samajh lijiye ke aapki battery down ho gayee hai aur isse badalne ki zaroorat hai

No comments:

Post a Comment