Bios


BIOS (basic input / output system) BIOS woh software hai jis se computer ki basic operations ke liye use karte hai jaise memory,disks,processors, etc ko access karna .
yeh software motherboard mein bult-in hota hai isliye agar hard drive crash bhi ho jaaye to kuch farq nahi padta.

Note kijiye ke yeh windows settings nahin hain yeh aapke computer ki "core" settings hain.Jab aapka computer start ho raha ho to DEL key ko kuch time ke liye press karne per aapke samne BIOS settings ka  window aajyenga (zaroori nahi ke yeh har machine ke liye ek jaisa ho)

BIOS setups ke zariye aap apne computer ke parameters ko configure kar sakte hain.

lekin agar aap computer par zayeda experienced nahi hain to aap BIOS settings khud na change karein.

No comments:

Post a Comment